La Hawla Wa La Quwwata Illa Billahil Aliyyil Azeem
Bay-damm kiye deti thi
Bay-tarteeb dharrkan
Dil par parnay waala haath
Gardan par ajnabi saans
Shayad
Khaabo’n mai’n koi khyaal aa ghusa tha
Usay neend se baahar nikalna prraa
Aur
Drwaazay par koi thaa
( Shaayer: Muhammad Tayyab )
🌹 Sharing is Caring 🌹